Guru Dutt's movies have had some really wonderful songs. Apart from the song "Yeh Duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai", I like this one very much...
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum.. hum rahe na hum...
Beqaraar dil is tarah mile
Jis tarah kabhi hum juda na the
Tum bhi kho gaye.. hum bhi kho gaye
Ek raah par chalke do kadam...
Jaayenge kahaan soojhta nahi
Chal pade magar raasta nahi
Kya talaash hai kuchh pata nahi
Bun rahe hain dil khaab dam-ba-dam...
0 comments:
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
